Har Kadam Usi Ki Yaad Aati Hai
Har Kadam Par Usi Ki Yaad Aati Hai
Ab To Roye Bina Hi Aankh Bhar Aati Hai
Unke Bina Kya Haalat Ho Gayi
Ab To Har Ek Pal Mein Apni Maut Nazar Aati Hai !!!
Har Kadam Par Usi Ki Yaad Aati Hai
Ab To Roye Bina Hi Aankh Bhar Aati Hai
Unke Bina Kya Haalat Ho Gayi
Ab To Har Ek Pal Mein Apni Maut Nazar Aati Hai !!!
Pyar jab Milta nahi to hota kyon hai
agar Khwabon me wo aaye to Insaan Sota kyon hai
Jab yehi pyar aankhon ke samne
kisi aur ka ho jaye to Dil Rota Kyon hai ......
Zindagi tu hi bta kaise tujhe pyar karu....?
.
.
.
.
.
teri har ek 'subhah' meri umar kam kar deti hai....!
ज़िन्दगी तू ही बता कैसे तुझे प्यार करूँ ?
.
.
.
.
.
तेरी हर एक सुबह मेरी उम्र कम कर देती है....
GALTI MERI THI
Usne mujhe chaha hi nahi Main chahat samajh betha.
GALTI MERI THI
Uski pal bhar ki muskurahat ko piyar samjh baitha .
GALTI MERI THI
Wo to har baat par haan karta thi
Main hi iqraR samjh baitha .
GALTI MERI THI
Usne mujhse zyada ehmiyat di mere doston ko Main uski ye ada mazakh samjh baitha.
GALTI MERI THI
Usne kaha bhi tha koi aur hai meri zindagi mein
Main hi khud ko uski zindagi samajh baitha.
GALTI MERI THI.........
Pyar Karne Ka Hunar Hamein Nahi Aata,
.
Isliye Pyar Ki Baazi Ham Haar Gaye,
.
Hamari Zindagi Se UnHe Bahut Pyar Tha,
.
Shayad Isiliye Wo Hamein Zinda hi Maar Gaye…