Chahte the ham jinhe unke Dil badal gaye,
Sammandar gehra tha sahil badal gaye,
Qatal aisa hua tukdon mein mera,
Kabhi badle khanjar to kabhi Qatil badal gaye

Leave a Comment