Apna Dil apni tabahi ka sabab hota hai
Ye jawani ka zamana bhi ajab hota hai

Kaun si baat ne kis shakhs ka Dil tod diya
Bolne wale ko ehsas hi kab hota hai ?

Leave a Comment