13 Results

Kuch Yaadein Dil Ko Tadpati Hai

Kuch yaadein dil ko tadpati hai
kuch yaadein hamesha ke liye dil mein reh jaati hai
zindgi main kuch bhi apna nahi hota
sirf yaadein hi hain jo insaan ko hasati aur rulati hain
View Full

Bahut udaas hain ham zindagi se

Jeena chahte hain magar zindagi raas nahi aati
Marna chahte hain magar maut paas nahi aati
Bahut udaas hain ham iss zindagi se
Unki yaadein bhi to tadpane se baaz nahi aati...
View Full

Apki Yaadein hamesha saath

Sooraj paas ho na ho, Roshni aas-paas rehti hai,
Chand paas ho na ho, Chandni aas-paas rehti hai,
Waise hi aap paas ho na ho,
Apki Yaadein hamesha saath rehti hai!
View Full

Is Dil Mein Yaadein Hain Unki

Dil Ki Khwaahish Ko Kya Naam Doon
Pyaar Ka Use Kya Paigaam Doon
Is Dil Mein Dard Nahi Yaadein Hain Unki
Ap Yaadein Hi Dard De To Use Kya Iljaam Doon
View Full

Jeene nahi deti gujri hui yaadein

Hamein jeene nahi deti hai ye gujri hui yaadein ,
Huam se bhooli nahi jaati hai ye beeti hui baatein ,,
Ab kaise kahein tumse ham dost teri baatein ,
Hamein har pal yaad dilati hai teri har choti-choti baatein
View Full

Pyar Aapka Hamari Saanson Mein Hai

Parchayi Aapki Hamare Dil Mein Hai,
Yaadein Aapki Hamari Aankhon Mein Hai.
Kaise Bhulaye Ham Aapko,
Pyar Aapka Hamari Saanson Mein Hai…
View Full

Yaadon Ke Zakham Bade Ajeeb Hote Hain

Yaadon Ke Zakham Bade Ajeeb Hote Hain Apne Pyar Ke Sath Bitaye Lamhe Azeez Hote Hain Sada Yaadein Taaza Rehti Hain Unki Jo Aankhon Ke Nahi Dil Ke Kareeb Hote Hain!!! :(
View Full

Hamein jeene nhi deti hain ye yaadein

Hamein Jeene Nahi Deti Hain ...Ye ..Gujri Huyi Yaadein
Hamse Bhooli Nahi Jati Hain.... Ye... Beeti Huyi Baatein
Ab Kaise Kahein Ham Tumse... Ae... Dost Teri Baatein
View Full

Din beet jaate hain yaadein bankar

Din beet jaate hain suhani yaadein bankar,
bas baatein reh jaati hain kahani bankar,
par dost to hamesha kareeb rahenge
kabhi muskan to kabhi aankho ka paani bankar.. !!
View Full

Tum Humsafar Na ho wo Safar Kya

Wo #Safar Hi Kya Jisme Tum #Humsafar Na ho?
Wo #Manzil Hi Kya Jisme Tera Sath Na ho? Wo #Yaadein Hi Kya Jisme Tera Ehsas Na ho?
Wo Saanse Hi Kya Jisme Tera #NAAM Na ho?
View Full

Notice: ob_end_clean(): Failed to delete buffer. No buffer to delete in /home/desi22/desistatus/hashtag.php on line 229