382 Results

Na Tum Door Jana Na Hum Jayege

Na Tum Door Jana,
Na Hum Door Jayege
Hum Apne Apne Vaade Nibhayege
Bahut Acha Lagega Zindgi Ka Safar
Tum Wahan Se Yaad Karna,
Hum Yahan Muskurayenge...
View Full

Bhule hi nahi to yaad kya krein

Mila hai sab kuch to fariyad kya krein,
DIL ho pareshaan to jazbat kya krein,
Aap sochte hogein aaj yaad nhi kiya aapko,
Par ham bhule hi nahi apko to yaad kya krein.
View Full

Yaad karte hain tumhe tanhai me

Yaad karte hain tumhe tanhai mein,
Dil duba hai gamo ki gehrai me,
Hamein mat dhundna duniya ki bheed me,
Ham milenge tumhe tumhari hi parchai me…
View Full

Tujhe jo apna na bana saki to

Tujhe jo apna na bana saki to kya,
Teri yaad ko meine apna bana liya,
Teri yaadon ne tanha rehna sikha diya
aur in Tanhaiyon ne mujh ko jeena sikha diya
View Full

Ek Gunah Har Baar Karta Hu

Mein Ek Gunah Har Baar Karta Hu

Har Sajde Mein Use Hi Yaad Qyun Karta Hu

Ae Khuda Agar Wo Bana Hi Nahi Mere Liye

To Main Use Itna Pyar Qyun Karta Hu...
View Full

Raat bhar jaag kar yaad karte hain

Raat bhar jaag kar unhe yaad karte hain.
Saath nahi hai wo jinhe ham pyaar karte hain.
Jeete hai jab unke bina to jeekar bhi
ham gunaah baar-baar karte hain...
View Full

Yaad karte hain aapko har pal

Band rakhte hai zuban lab khola nahi karte.
Chand ke saamne sitare bola nahi karte.
Yaad karte hain aapko har pal,
lekin ye raaz honthon se bola nahi karte...
View Full

Pareshan pappu ki kahani

Pareshan ''PAPPU'' ki kahani...
Pareshan thi Pappu ki wife,
Non happening thi jo uski life,
Pappu ko na milta tha aaram,
office me karta kaam hi kaam,

Pappu ke boss bhi the bade cool,
Promotion ko har baar jate bhul,
View Full

Khoja tha unko saare jaha mein

Unki talash mein kadam khud hi nikal gaye,

Unki yaadon mein armaan pighal gye,

Khoja tha unko saare jaha mein lekin

palke band ki to wo ankhon mein hi mil gaye...
View Full

Girl jab meri yaad aati hai

Girl- jab Meri Yaad Aati Hai Tab Tum kya krte Ho?
Boy- Mein Tumari Do Favourite Choclate khata Hu
.
Aur Tum kya karti Ho ?
.
.
.
Girl - Me bhi 2 "Udta Panchi" kha Leti hu.....
View Full

Notice: ob_end_clean(): Failed to delete buffer. No buffer to delete in /home/desi22/desistatus/hashtag.php on line 229