382 Results

Kash wo lamha jaldi aa jaye

Kash wo lamha jaldi aa jaye
jab hum aapko yaad aaye
sari duniya ko chod kar
sirf hum aapko nazar aaye
View Full

Tu aave jad yaad yara

Jad tu aave yaad yara,
Ja main dekha koi tuttda tara,
Manga dua main ehe Rabb ton,
khova na main tainu kde vi,
leva tera har dukh main kho,
teri #Zindagi wich java edan sama,
tera naam naal challe mera har saah...
View Full

Kabhi to yaad kiya karo

tum kyu itne khafa rehte ho
kabhi to hass ke baat kiya karo
me tarasti rehti hu
tum kabhi to mujhe yaad kiya karo !!!
View Full

Teri yaad mein subha aur shaam

Teri yaad mein subha hoti hai shaam hoti hai.
Teri yaad mein na bhuk lagti hai na pyas hoti hai.
Teri yaad mein khud ko bhul jate tanhayi paas hoti hai.
Jab samay milta hai rab se dil ki yahi fariyaad hoti hai.
View Full

Facebook pe admin bana hu

Girlfriend to Me:
GF: jaanu aajkal na tumhe meri yaad hi nahi aati
.
.
my ans:
Jabse FB pe admin bana hu
raat ko khayi hui sabji yaad nhi aati
tumhari kya khak yaad aayegi :P
.
View Full

Ab teri yaadein baki hai

Mit gya teri ashiqui me wajood mera
ab bas naam baki hain ..
Bhar gye zakham sare
bas unke nisan baki hain..
Lamha lamha kar ke gujar rahi hai ye Zindagi..
Bas ab teri yaadein baki hain
View Full

Rishta wo jo Dil me utar jaye

Baat wo jo mann ko chu jaye,
rishta wo jo Dil me utar jaye,
pyar wo jiski yaad me zindagi guzar jaye,
aur,
Dosti wo jiske liye zindagi hi kam pad jaye...
View Full

Yaad kyun aati hai baar-baar

Zindagi milti hai ek baar,
maut aati hai ek baar,

#Pyar hota hai ek baar,
Dil tut-ta hai ek baar,

jab sab kuch hota hai ek baar
to aapki yaad kyun aati hai baar+baar... :(
View Full

Tu Vass Ja Dil De Andar

Tu Aa Vass Dil De Andar,
Tenu Dil Da Haal Sunayiye,
Tere Ho Ke Rahiye Sajjna,
Apna Aap Gwayiye,
jis Din Teri Yaad Na Aawe,
Ose Velle marr Jayiye...
View Full

Yaadan sajjna dian aundian

sahan diyan sanjhan jiunde jeeyan de mele sajjna
mud k ni vapis aunde beete hoye wele sajjna
rete vich ruliyan paidan, labhhian ni thiondian
mud mud k yaadan sohne sajjna dian aundiyan... :(
View Full

Notice: ob_end_clean(): Failed to delete buffer. No buffer to delete in /home/desi22/desistatus/hashtag.php on line 229