Usi ki di huyi daulat
usi ke naam karta hun
Jis pal bhula diya mujhko
us pal se pyar karta hun
Kal bhi intzaar tha
Aaj bhi intzaar hai
Usi se pyar karta tha
usi se pyar karta hun...View Full
Wo Khushi Thi Umeed Thi
Ek Ehsaas Tha...
Baad Mein Ye Ghuman Hua
Bas Pal Do Pal Ka Saath Tha
Rehta Hai Aaj Bhi Intzaar
Is Aankh Ko Kisi Apne Ka
Wo Ja Kar Aaj Bhi Saath Hai
Jo Kabhi Hamare Pass Tha...View Full
Baith kar meri god mein
Do baatein to karo pyar ki
Bahein daal kar gale mein
Khairiyat to pucho yaar ki
Kab se baitha yu maayus hai
Kimat to chuka do intzaar ki !!!View Full