816 Results

Ye Dil tere baad sambhalta hi nahi

Rukta bhi nahi, theek se chalta bhi nahi,
Ye Dil hai ke tere baad sambhalta hi nahi,
Is umar ke sehra say teri yaad ka baadal,
Talta bhi nahi aur barasta bhi nahi,
View Full

Mere dard se bekhabar nahi hoga

Wo jaante hain ki mujhse sabar nahi hoga,
vo mere dard se be-khabar to nahi hoga,
main do qadam jo chalun, Dil pukarta hai yahi, 
ke uska saath na hua to ye safar nahi hoga...
View Full

Dil diyan dhadknaa tere naam

ਦਿਲ ਦੀਆਂ ਧੜਕਣਾਂ ਨੂੰ ਤੇਰੇ ਨਾਮ ਕਰ ਦਵਾਂ •♥•.¸¸. •
View Full

Dosto kisi se pyaar na karna

Yeh sach hai dosto kisi se pyaar na karna,
Kabhi kisi ka aitbaar na karna,
Thaam ke khanjar apne hi hathon mein,
Bedardi se apne dil par vaar na karna.
View Full

Chahte the ham jinhe unke Dil

Chahte the ham jinhe unke Dil badal gaye,
Sammandar gehra tha sahil badal gaye,
Qatal aisa hua tukdon mein mera,
Kabhi badle khanjar to kabhi Qatil badal gaye
View Full

Vishwas Ban ke Log Zindagi Mein

Vishwas Ban ke Log Zindagi Mein Aate Hai,
Khwab Ban ke Aankho Mein Samaa Jaate Hai,
Pehle Yakeen Dilate Hai Ki Wo Hamare Hai,
Fir Na Jaane Kyon Badal Jaate Hai…
View Full

Dil mein na sahi Jagah to di

(image) Dil Mein Na Sahi, Qadmon Mein Hi Sahi,
Jagah To Di Usne,,,
Ae Allah Tera Laakh Shukar Hai,
Kahin Se To Shuruaat Ki Usne....
View Full

Dil ki khwahish ko naam kya

(image) Dil ki khwahish ko naam kya dun,
pyar ka use paigam kya dun.
Is dil me dard nahi yaaden hai uski,
ab yaaden hi mujhe dard de to use ilzam kya dun…?
View Full

Itna khoobsurat chehra tumhara

Itna khoobsurat chehra hai tumhara
har dil diwana hai tumhara
log kehte hai chand ka tukda ho tum
lekin ham kehte hai chand tukda hai tumhara...
View Full

Pyar itna hai mere dil mein

Dil dharakta hai tujhe dekhun to,
Saans bhi meri rukne lagti hai…
Pyar itna hai mere dil mein sanam,
Rooh bhi meri khinchne lagti hai…!
Chain milta hai jab mein dekhun tujhe,
Warna ye saans bhi rukne lagti hai…!!!
View Full

Notice: ob_end_clean(): Failed to delete buffer. No buffer to delete in /home/desi22/desistatus/hashtag.php on line 229