Ankhe bhi meri palko se sawal karti hai, Har waqt apko hi yaad karti hai, Jab tak naa dekh le aap ka chehra, Tab tak wo aapse milne ka intzar karti hai...View Full
wo ek chehra hum har jagaah dhundhte hai.
zinda to hai magar zindagi dhundhte hai
kyo koi bhul jata hai hame apna banakar
hum khud me wo kami dhundhte hai..........View Full
Yaadon ki parchayi mein ab to aaye tera hi chehra
Tu abhi tak iss baat se hai anjaan main hoon deewana tera
Izhaar-e-mohabaat karne to bahot baar socha maine
Par har baar tere hi aks ne roka hai rastaa meraView Full
Raat hogi to chand duhayi dega,
Khawabon mein aapko woh chehra dikhayi dega,
Ye mohabbat hai zara sochke karna,
Ek aansoo bhi gira to sunayi dega.View Full
Itna khoobsurat chehra hai tumhara
har dil diwana hai tumhara
log kehte hai chand ka tukda ho tum
lekin ham kehte hai chand tukda hai tumhara...View Full
Jagmagaate Shehar Ki Raanayion Mein Kya Naa Tha;
Dhundne Nikla Tha Jisko, Bas Vahi Chehra Na Tha!
Hum Vahi, Tum Bhi Vahi, Mausam Vahi, Manzar Vahi;
Faansle Badh Jaayenge Itne, Kabhi Socha Na Tha!View Full