Aankhon mein aansu hi na bache rone ko
khoyen kya kuch bacha hi nahi khone ko
Zindagi chalte chalte jane kis daldal me fas gai,
do gaj zameen mangi vo bhi na mili sone ko....View Full
Aankho ne na jane kab kab reh kar ansu piye
Hum to usi k liye marenge jiske liye jiye
Unke Dil me hamare liye abhi koi jagah ni hai
Par wo bhi ek din royenge hamare liye...View Full
Log Puchte Hain Kyon Surkh Hain Tumhari Aankhein,,,
Hans Ke Keh Deti Hoon Raat Ko So Na Saki...
Lakh Chahoon Bhi Magar Ye Keh Na Sakoon,,,
Raat Ko Rone Ki Hasrat Thi Magar Ro Na Saki!View Full
Aankho ko yun hi nam kar liya
Hum roye kahan the
Marne ka ek bahana tha
To hum jiye hi kahan the
Humne apni taqdeer khud likhi hai
Kisi ko puchne ka haq nahi
k tum khoye kahan the...View Full
Aankhon ko kabhi hum nam nahi karte
Kho jaye koi apna to gam nahi karte
Daria to hamari ankhon mein bhi behta hai
Par na jane kyon ankhon se aansu nahi behte...View Full
Gum mein ansuo se aankhein na bhigona..
Koi ho juda to bilkul na rona ..
Bharosa karna jane wale pe
vo khud bhi royega aur tumhe bhi rulayega..
Agar pyar kiya hai usne tumse dil se
to ek din laut ke wapis ayega...View Full
Gum kitna bhi ho aankhein nam nahi karte
Maut to roz aati hai par jane kyon nahi marte
Ye socha hai k sare gam apne Dil me chupa lunga
Gum ho kitna bhi par hum us'se kabhi nahi darte...View Full
Aankh uski chalke to rona hume aata hai,
Tum pyar doge nahi to kya
pana hame bhi ata hai
Ji ni sakte door hoke unse
Par aise hi keh dete hain k tum bhool gaye to kya
bhulana hame b aata hai...View Full
Humne To Ishq Ka Izhar Nahi Kiya
Iss Dil Ko Itna Bekarar Nahi Kiya,
Bas Aankhon Main Tere Sapne Sajaye Rakhe
Kabhi Apne Honthon Se Izhar Nahi Kiya...View Full
Teri aankh se aansoo chura lenge
tera har gham bina jataaye utha lenge
nazar lag jaye na tumhe kisi ki ae dost
kuch iss tarah se tumhe apne dil mein chupa lengeView Full