Zubaan khamosh aankhon me nami hogi
Yahi bas ek dastan-e-zindagi hogi
Bharne ko to har zakham bhar jaayega
kaise bharegi wo jagah jahan Teri kami hogi.View Full
Nashili aankho se wo jab hamein dekhte hain,
hum ghabraakar aankhein jhuka leite hain,
kaun milaye unn ankhon se ankhen,
suna hai wo ankho se apna bana leite haiView Full
Zara si baat der tak rulati rahi...
Khushi me bhi aankhe aanshu bahati rahi...
Koi kho ke mil gya to koi mil ke kho gya..
Zindagi hame yun hi aajmati rahi...View Full
Khamoshiyan teri mujhse baatein karti hain
meri har aah har dard samajhti hain.
Pata hai majbuur hai tu bhi aur main bhi
phir bhi aankhein tere deedar ko tarasti hain.View Full
Woh inkar karte hain ikraar ke liye
Nafrat bhi karte hain to pyar ke liye
Ulti chaal chalte hain yeh ishq wale Aankhein band karte hain didar ke liye.View Full