Zindgi me 2 logo ka khyal rakhna
Zindgi me 2 logo ka bahut khyal rakhna.
1-wo jis ne tumhari JEET ke liye sab kuch hara ho.
2-wo jis ne khud ko haar kar TUMHE jeeta ho.
Zindgi me 2 logo ka bahut khyal rakhna.
1-wo jis ne tumhari JEET ke liye sab kuch hara ho.
2-wo jis ne khud ko haar kar TUMHE jeeta ho.
Friendship -
Zindagi ki raho mein bahut se dost milenge
Hum kya hum se bhi ache hzaar milenge
In acho ki bheed mein hume na bhula dena
Hum kahaa tumhe phir milenge...
A real fact -
Jinki yaad tumhe khushi k lamho mein aaye samjho ki tum unhe pyaar karte ho.
AUR
Jinki yaad gum k lamho mein aaye samjho vo tumse pyar karte hein
Zindgi aapki phoolo ki tarah muskuraye.
Gam ki hawa aapko chhu bhi na paye.
Yun to lakh aaye mousam patchhad ke.
Lekin aapki khushi ka ek phool bhi na murjhaye
Zindgi Ko Zarurat Mein Rakho,
Khwaisho Ki Taraf Naa Le Jayo..
kyonki Zarurt 'Faqiro' Ki Bhi Puri Hoti Hai,
Aur Khawaishe 'Badshaho' Ki Bhi Baaki Reh Jaati Hai.