Labon Pe Aaaj Unka Naam Aa Gya
Labon Pe Aaaj Unka Naam Aa Gya,
Pyaase Ke Haath Jaise Jaam Aa Gya.
Dole Kadam To Gire Unki Baahon Mein Jaa Kar,
Aaj Hamara Peena Hi Hamare Kaam Aa Gya
Labon Pe Aaaj Unka Naam Aa Gya,
Pyaase Ke Haath Jaise Jaam Aa Gya.
Dole Kadam To Gire Unki Baahon Mein Jaa Kar,
Aaj Hamara Peena Hi Hamare Kaam Aa Gya
Rehta Hoon Maikhane Mein To Sharabi Na Samaj Mujhe,
Har Wo Shakhs Jo Masjid Se Nikle Namazi Nahi Hota
Gamm Ko Sharaab Mein Doobone Wale,
Tujhe Ye Maloom Nahi Ke Gamm Ko Teirna Bhi Aata Hai,
Agar Gamm Doob Jaata Sharaab Ke Doobone Se,
To Deewane Yun Na Aate Meikhaane Se
Nasha Hum Kiya Karte Hai,
Ilzaam Sharaab Ko Diya Karte Hai,
Kasur Sharaab Ka Nahi Unka Hai,
Jinka Chehra Hum Har Jaam Mein Talash Kiya Karte Hai....
Mohabbat To Baarish Hai,
Jise Chhone Ki Khwaish Mein,
Hatheliyan To Gili Ho Jati Hai,
Magar Haath Hamesha Khali Hi Rehte Hai